Microwave Repair in Rohini, Delhi
Garam nahi kar raha, spark aa raha hai, plate nahi ghoom rahi ya buttons kaam nahi kar rahe. 24 ghante khula, hamari shop Pratap Vihar, Rohini Sector 22 me hai.
Ye problems theek karte hain
- Khana garam nahi ho raha
- Andar spark aa raha hai
- Plate nahi ghoom rahi
- Buttons ya display kaam nahi kar rahe
Visit me kya-kya hota hai
- Magnetron aur diode check
- Door switch aur fuse repair
- Panel aur PCB repair
- Turntable motor change
Sirf 4 steps. Koi bhaag-daud nahi.
Message ya call
WhatsApp pe naam, area aur problem bhejiye, ya call kijiye. Hum 24 ghante khule hain.
Time chuniye
Aapke hisaab se visit ka time usi chat pe confirm ho jaata hai.
Ghar pe checking
Technician appliance check karke pehle problem aur kharcha batata hai.
Theek aur tested
Aapke OK ke baad hi repair. RO me pehle aur baad TDS test hota hai.
Microwave Repair: sawaal-jawaab
Convection microwave repair karte ho?
Haan, solo, grill aur convection sab.
Spark aa raha ho to use karna safe hai?
Nahi. Turant band kijiye aur check karwaiye.
Microwave le jaate ho?
WhatsApp pe poochh lijiye. Zyadatar repair wahin ho jaata hai.
Doosri services
RO Repair
Paani nahi aa raha, flow slow hai, taste kharab hai, leakage ya awaaz aa rahi hai? Har RO water purifier ka problem dhundh ke theek karte hain.
Details dekheinRO Service & Filter Change
Regular RO service, filter aur membrane change, aur TDS check, taaki paani hamesha safe rahe.
Details dekheinRO Installation
Naya RO lagwana ho, ghar shift karna ho ya dobara fitting karni ho, saaf aur bina leakage ke kaam.
Details dekheinRO AMC
Ghar, dukaan aur office ke liye saal bhar ka maintenance plan. Technician ke peeche bhaagne ki zaroorat nahi.
Details dekheinRO kaam nahi kar raha?
Abhi message kijiye. Hum 24 ghante khule hain aur WhatsApp pe jawab dete hain.