24 ghante khula · Rohini Sector 22, Delhi · Call +91 92506 18962
आरओ रिपेयर

RO Repair in Rohini, Delhi

Paani nahi aa raha, flow slow hai, taste kharab hai, leakage ya awaaz aa rahi hai? Har RO water purifier ka problem dhundh ke theek karte hain. 24 ghante khula, hamari shop Pratap Vihar, Rohini Sector 22 me hai.

Ye problems theek karte hain

  • Paani nahi aa raha ya bahut slow aa raha hai
  • Paani khaara, kadwa ya badboo wala lag raha hai
  • Machine ya tank se leakage
  • Motor ya pump se awaaz aa rahi hai
  • RO on nahi ho raha ya band hi nahi hota
  • Tank bhar nahi raha ya overflow ho raha hai

Visit me kya-kya hota hai

  • Filters, membrane, pump, SV aur float ki poori checking
  • Repair se pehle aur baad TDS test
  • Achhe quality ke spare parts, lagane se pehle aapko dikhaye jaate hain
  • Kaam ke baad machine aur tank ki safai

Aapke RO me kya problem hai?

Jo problem dikh rahi hai uspe tap kijiye. Hum WhatsApp pe technician ko bhej denge.

WhatsApp me message ready khulega. Ya call karein +91 92506 18962.

Kaise kaam hota hai

Sirf 4 steps. Koi bhaag-daud nahi.

Message ya call

WhatsApp pe naam, area aur problem bhejiye, ya call kijiye. Hum 24 ghante khule hain.

Time chuniye

Aapke hisaab se visit ka time usi chat pe confirm ho jaata hai.

Ghar pe checking

Technician appliance check karke pehle problem aur kharcha batata hai.

Theek aur tested

Aapke OK ke baad hi repair. RO me pehle aur baad TDS test hota hai.

FAQ

RO Repair: sawaal-jawaab

Kya aap saare RO brands repair karte ho?

Haan. Kent, Aquaguard, Pureit, Livpure, AO Smith aur local assembled, sab RO aur UV purifiers ka kaam karte hain. Zora RO Company ek independent service provider hai, kisi brand ka authorised service centre nahi.

RO repair book kaise karein?

WhatsApp pe +91 92506 18962 par apna naam, area aur problem bhej dijiye, ya call kar lijiye. Visit ka time usi chat pe confirm ho jaata hai.

Kya repair se pehle kharcha bataoge?

Haan. Technician pehle RO check karta hai, problem aur kharcha batata hai, aur aapke OK ke baad hi kaam shuru karta hai.

Doosri services

RO kaam nahi kar raha?

Abhi message kijiye. Hum 24 ghante khule hain aur WhatsApp pe jawab dete hain.

Call kareinWhatsApp